thodi si baarish huyi,
hal chale,
kuchh din huye,aag baras rahi hai,
apani mehnat ko bhasm hote
dekh raha hu,
aur soch raha hun,
apani aakho se bahte jharane ko..